Maan (Dil)
Gazal yeh suhana , apno ka diwana ..
Waqt k chakkar mai khof koi anjana
Zindagi k raathto mai koi geet mastana ….
Jal hai ya udhta asiyana
Bheegi ankho ka darpan kahelana
Ik bhul ki saza
Khoye panno ki kavita
Be baat dakmagana
Khud ko tarashna.
Maan
Gazal yeh suhana aapno ka diwana
Gum sapno ka pitara
Andheri chaddar Surat begana
Haar door ek ghera nazrana
Saasho ka diwana.